Ye yar Teri soch ko badal nahi Sakta jamana lakh bura kahe Mai jal nahi Sakta Tu na Kal samjhta Tha na aj samjhta h Yese to koi bhi Rista chal nahi Sakta
Kitni ajeeb bat h jab koi apko bahut Jada pyar karta h to ap uski kadar nahi karte aur jab ap kisiko bahut Jada pyar karte h to wo apki fikar nahi karta 😥 😥 😥 😥